This is one of my dream project i wish to realize one day...ever since I heard this song, and heard of director's cut-an event of short movie making in ma college, i aspired to make a short-movie using this song. Owww !! The song is so special and so are the lyrics, Sunidhi Chauhan adds prestine eternity to the feelings of this song. 

Ek din fursat ne
thaame hath humare
le gayi us dagar pe
jaha rehti hai bahare
chal diye hum bhi ghar se
hoke kuch befikar se
dil tha apne bharose
hum the dil ke sahare
Raah mai mod aaya
roshni ho gayi kam
kuch dil ghabraya
ke kaha aa gaye hum
aage us mod ke bhi
toh bahaare nahi thi
bhule kuch khwahishe aur
khwab the bas humare
bewjaha lag rahi thi
jab talaash humari
ik khushboo uthi aur
rut badal gayi saari
saamne toh khade the
failake baahein
jaise har dard mera
khudme roke samaye
pal bada mukhtsar tha
tere seene pe sar tha
yun laga mar na jaaye
itni khushiyo ke maare